My Favourite Shyari...

तेरे हाथ की काश मैं वो लकीर बन जाऊं;
काश मैं तेरा मुक़द्दर तेरी तक़दीर बन जाऊं;
मैं तुम्हें इतना चाहूँ कि तुम भूल जाओ हर रिश्ता;
सिर्फ मैं ही तुम्हारे हर रिश्ते की तस्वीर बन जाऊं;
तुम आँखें बंद करो तो आऊं मैं ही नज़र;
इस तरह मैं तुम्हारे हर ख्वाब की ताबीर बन जाऊं!


Ankhe kyon hui meri num kabhi sochna..
Kyon hua hum pe itna sitam kabhi sochna..
Pyar to hum dono ne kiya tha..
Lekin sirf mujhe hi kyon mila itna gum kabhi sochna..


Dard De Kar Ishq Ne Hume Rula Diya
Jis Per Marte The Usne Hi Hame Bhula Diya
Hum To Unki Yadon Mein Hi Jee Laitay
Magar Unhone To Yaadon Mein Hi ZEHER Mila Diya..


Dil ki Dhadkan ko Dhadka Gaya Koi
Mere Khawabo ko Mehka Gaya Koi
Hum Toh Anjaane Raston Par Chal Rahe the
Achanak Hi Pyar ka Matlab Sikha Gaya Koi.


Har Dil Fariyaad Nhi Krta,
Har Koi Kisi Ko Yad Nhi Krta,
Hum Bhul Jaye apko 1 Pal K Liye B,
Dil To Kya Khuda B Is Bat Par Vishwas Nhi Krta....


Dard Bahut Hua Dil Ke Toot Jane Se,
Kuch Na Mila Un Ke Liye Aansu Bahane Se.
Wo Jante The Wajah Mere Dard Ki,
Fir Bhi Baz Na Aye Wo Mujko Azmane Se.


Wo muhabat b teri thi,
Wo nafrat b teri thi,
Wo apnane or thukarane ki ada b teri thi,
Me apni wafa ka insaaf kis se
mangta ,
Wo sheher b tera tha,
Wo adalat bhi teri thi...


ना तंग करो इतना, हम सताऐ हुऐ हैं,
महोब्बत का गम दिल पे उठाऐ हुऐ हैं,
खिलौना समझ कर हम से ना खेलो,
हम भी उसी खुदा के बनाऐ हुऐ हैं..


Mujhe rula Ker Dil uska bhi roya hoga,
chehra ansuon se usne bhi to dhoya hoga...
Agar na kiya hasil kuch humne pyar me,
kuch na kuch to usne bhi zarur khoya hoga…


Meri Aankhon ke Samandar mein Jalan kaisi hai,
Aaj phir dil ko Tarapne ki Lagan kaisi hai,
Ab Is raah pe Chiraghon ki Qatarein bhi nahi,
Ab tere Shehar ki Galiyon mein Ghutan kaisi hai…


         

0 comments:

Post a Comment

Thanx !