Velentine Shyari

अपनी आँखों के सभी अश्क़ बहा कर सोना
तुम मेरी याद का हर दीप बुझा कर सोना
डर लगता है नींद ही कहीं छीन ना ले
तेरा हर रोज़ मेरे खवाबों में आ कर सोना....

Bhramar Koi Kumudini Par Machal Baitha To Hungama,
Humaare Dil Mein Koi Khwab Pal Baitha To Hungama.
Abhi Tak Dhoob Kar Sunte The Sab Kissa Mohabbat Ka,
Main Kisse Ko Haqiqat Mein Badal Baitha To Hungama

Samandar Pir Ka Andar Hai Lekin Ro Nahin Sakta,
Yeh Ansoon Pyar Ka Moti Hai, Isko Kho Nahin Sakta.
Meri Chahat Ko Dulhan Tu Bana Lena, Magar Sun Le,
Jo Mera Ho Nahin Paya, Woh Tera Ho Nahin Sakta.

Mushkil Hai Is Yaari Ko Bhula Pana,
Mushkil Hai Tumhe Yaadon Se Mita Pana,
Tum Ek Keemti Tohfa Ho Dosti Ka,
Namumkin Hai Is Tohfe Ki Keemat Chuka Pana

Na Tha Kuchh To Khudaa Tha, Kuchh Naa Hota To Khudaa Hota,
Dubayaa Mujhko Honay Ne, Na Hota Main Toh Kya Hota ?
Hua Jab Ghamm Say Yoon Behiss To Ghamm Kya Sarr Kay Katnay Ka,
Na Hota Gar Juda Tann Say To Zanoo Par Dharaa Hota,
Huye Muddat Key Ghalib Marr Gaya Par Yaad Aata Hai,
Har Ek Baat Par Kahnaa Key Yun Hota To Kya Hota …

Lafzon Me Kya Taarif Karu Aapki,
Aap Lafzon Me Kaise Sama Paoge,
Jub Log Hamare Pyar Ke Bare Me Puchenge,
Meri Aankho Me Jaaneman Sirf Tum Nazar Aoge.

Bas Ek Choti Si Haan Kar Do,
Hamare Naam Is Tarah Sara Jahan Kar Do,







Wo Mohabbtain Jo Tumare Dil Mein Hain,
Un Ko Zuban Par Lao Aur Bayan Kr Do!
Valentine’s Day Pe Kuch To Keh Do…

Saans Lene Se Bhi Teri Yaad Aati Hai,
Hur Saans Mein Teri Khushboo Bas Jati Hai,
Kaise Kahoon Ki Saans Se Main Zinda Hoon,
Jab Ki Saans Se Pehle Teri Yaad Aati Hai…
Happy Valentine’s Day.

Ajeeb Si Kashish Hai Aap Me
Ki Hum Aap Ke Khayalon Me Khoye Rehte Hai
Ye Soch Kar Ke Aap Khawabo Me Aao Gay
Hum Din Me Bhi Soya Karte Hai.

 Dil Me Basi Hai Jo Wo Apki Hi Surat Hai,
Door Jaana Nahi Humse Kabhi Bhulkar Bhi,
Hame Har Kadam Per Aapki Zarurat Hai.
Happy Valentine’s Day!


Ager Zindagi Mai Judai Na Hoti,
To Kabhi Kisi Ki Yaad Aai Na Hoti,
Sath Hi Guzarta Her Lamha To Shayad,
Rishton Mai Yeh Gehrai Na Hoti.
Happy Propose Day


Meri Prem Kahani Ka Kya Ajeeb Ending Tha,
Meri Prem Kahani Ka Kya Ajeeb Ending Tha…,
Maine Propose Kia Sms Se,
Kambakth Wo Uski Shadi Thak Pnding Tha
Tumko Mila Kya !!!


Dil Dedo Kisi Ek Ko, Woh Bhi Kisi Nek Ko.
Yeh Koi Mandir Ka Parsad Nahi,
Jo Baant They Rahe Her Ek Ko.
Dil Denge Kissi Ik Ko Woh Bhee Kissi Nek Ko…
Jab Tak Girl Freind Nahi Pat Jaati,
Propose Kerenge Her Ek Ko..


Pyaar Kya Hai Na Poocho Tum Mujhse
Kya Batane Se Maan Jaao Ge?
Yoon Bataane Se Fayda Bhi Naheen
Kar Ke Dekho To Jaan Jaao Ge


Yun To Sapne Bahut Hasi Hote Hai,
Par Sapno Se Pyaar Nahi Karte,
Chahate To Tumhe Hum Aaj Bhi Hai,
Bas Izhar Nahi Karte!!!

0 comments:

Post a Comment

Thanx !