Dard judai ka ab saha nahi jata,
Phir bhi teri judai ka zehar mujhe peena padta hai.
Tum lagti ho kahkaha khushiyon ke,
Waha aah nikalti hai magar lab seena padta hai.
Mere gham ki fikar kis ko hai,
Sabhi dil dukhane ka bahana dhoondta hai.
Sabhi tana marte hai mere pyar ko,
Sab naam badnaam karne ka naya bahana dhoondta hai.
Shayari Provide by Shubham Bharti, Virginia (VA) United States :
Bas ek dua hay meri us khuda se ki,
Woh mujhe chor kar mujhse dur chali jaye,
May darta nahi in zamane walo se,
Bas darta hoon ki meri mout se pehle wo mar na jaye.
Har shaam teri tasveer seene se laga leti hoon,
Teri yaadon se sajan dil ki shama jala jati hai,
Na tum aate ho na aata hai khat tumhara,
Teri yaadon ke sahare bas jeena gawara karti hoon.

0 comments:
Post a Comment
Thanx !